Thursday, September 2, 2010

Na jane wo kaha hongi aab ! Jise chaha karte the tab!!

na jane wo kaha hongi aab
jise chaha karte the tab

bheegi bheegi raato me
liye haath hato me
uf wo uska sharmana
hi wo ushka itrana

bhulaye nahi bhoolti wo holi
jab mai tere galo chuwa tha
wo tumhari piyar bari gulabi ankhe
aaj bhi dil me jaga jati hai kasak

yaado ke jharokho me tera hi chehra
wo piyar me doobe ankho ki yaad
wo tere mushkurate hooto ki aag
kabhi to miloge kahi to miloge

dil aaj bhi yaad karke mushkurata hai wo pal
kya wo piyar tha ya pagalpan
na tumne kuch kaha na maine
likin ye dil sun liya tha sab

na jane wo kaha hongi aab
jise chaha karte the tab

No comments: