Saturday, August 28, 2010

Ye na Jana dunia ne tu hai kyo udas

Ye na Jana dunia ne tu hai kyo udas
Teri piyasi ankho me piyar ki hai piyar
Aa mere pas aa kah jo kahna hai
Yek hazaro me meri bahna hai

Friday, August 27, 2010

bat hai ye chutpan ki - A lovely love story

bat hai ye chutpan ki
jab aankh lari ye parosan se
jab dost gate the gana
bach ke rahna re raju
gana sun kar wo mushkurati thi..
bat hai ye chutpan ki


I think it was my first love
aur ye tha puppy love
aaj bhi bhule nahi bhulti wo larki
dil-o dimag pe chai thi wo larki
bat hai ye chutpan ki

aur wo aati hamere ghar pe
kabhi math puchne to kabhi chini lene
ankho ankho me hi baat hoti thi
dil ki dastan hoto pe nahi ankho pe thi..
bat hai ye chutpan ki


din beete baras bhi beeta
uski mushkan wahi ti piyari si
fir usse padane aaya yek tutor
aab uske ghar se aati gane ki awaz
jine ke bahane lakho hai,
jina tujhko aaya hi nahi..
bat hai ye bachpan ki..

mai jab tak kuch samjh paata
wo ho gai thi kisi paraye ki
wo teacher le gaya usse biyah kar
aaj bhi dil kahta hai
man i love to see that girl again..
bat hai ye bachpan ki..

Thursday, August 26, 2010

Wafa jo tumase kabhi maine nibhai hoti

wafa jo tumase kabhi maine nibhai hoti
umar na muft mein sadkon pe gawai hoti

kyo gharjamai ban jata kya???

 

Wednesday, August 25, 2010

Ye kon chitkar hai

Saap yado ki hai

Saap yado ke hai daste mujhe Samo sahar ye Jo sote to nind mujhe bhi
aai hoti...

Thursday, August 19, 2010

Bari lambi rat hai

Jane Kya bat hai Jane Kya bat hai neend nahi aati hai Bari lambi rat
hai...

Sent from my iPhone

Friday, August 6, 2010

Bol mere taqdir me

Bol mere taqdir me Kya hai mere humsafar ye to bata jeewan ke do pahlu hai haliyali aur rasta.....

Tuesday, August 3, 2010

Aye Gunja, Us Din Teri Sakhiyan

Aye Gunja, Us Din Teri Sakhiyan,
Karati Thin Kya Baat Ho?
Kahatin Thin Tore Saath Chalan Ko To,
Aage Ham Tore Saath Ho
Saath Adhuuraa Tab Tak Jab Tak
Pure Na Ho Fere Sath Ho,
Ab Hii To Hamari Hai Bali Re Umariya

Monday, August 2, 2010

Meri Tasveer Me Rang aur kisi ka to nahi

Meri tasveer me rang aur kisi ka to nahi...
gher le mujhko sab aankhe mai tamasha to nahi..