Friday, July 9, 2010

naa tum bewafaa ho, naa hum bewafaa hain

naa tum bewafaa ho, naa hum bewafaa hain
magar kyaa kare, apanee raahe judaa hai
bye my love..but you will be always in my heart..ever.. forever..

Barbaad hona jiski adaa ho

Barbaad hona jiski adaa ho
Dard-e-mohabbat jiski dawa ho
Sataayega kya ghum usse zindagi ka
Mohabbat mein jo ho gaya ho kisi ka

Ai Dil Ke Sahaare Tujhe Dil dhoondh Rahaa Hai

Ai Dil Ke Sahaare Tujhe Dil dhoondh Rahaa Hai Tujhe Dil dhoondh Rahaa Hai
Sine mein Teri Yaad Kaa Tuufan Utha Hai  Ai Dil Ke Sahare

Dil mein To Ye Hasarat Hai Tere Paas Main Aauun

Dil mein To Ye Hasarat Hai Tere Paas Main Aauun
Nazaron Se Gira Huun To Nazar Kaise Milaaun

Thursday, July 8, 2010

Jis tan ko chhua tune

Jis tan ko chhua tune, us tan ko chhupaaoon
Jis man ko laage naina, voh kisko dikhaaoon
 

O more chandrama, teri chaandni ang jalaaye
Teri oonchi ataari maine pankh liye katwaaye

Koi Jhonka Hava Ka Jab Mera Aanchal Udaata Hai

Koi Jhonka Hava Ka Jab Mera Aanchal Udaata Hai Gumaan Hota Hai
Jaise Tu Mera Daaman Hilaata Hai Kabhi Chooma Tha Jo Toone Vo Daaman Yaad Karta Hai

Vo Hi Hain Jheel Ke Mandar

Vo Hi Hain Jheel Ke Mandar Vo Hi Kirnon Ki Barsaatein
Jahaan Ham Tum Kiya Karte The Paharon Pyaar Ki Baatein